Parameshwar Pitah Lyrics- Yeshua Ministries (Yeshua Band)

 Parameshwar pitah  
Tu hi hai bhala
Parameshwar pitah
Tu hai nahi mujse khafa

Parameshwar pitah
Tu hi hai bhala
Parameshwar pitah
Tu hai nahi mujse khafa

Tere pyaar hai sagar se bhi ghera
Tera dil karuna se hai bhara
Teri nazar mujh par hai sada
Tera naam yahova meri hai panah

Kehta hai tu, tu hai mera
Saath mera tu na chodega
Kehta hai tu, hu main tera,
Haath mera tu thamme rahega

Kehta hai tu, tu hai mera
Saath mera tu na chodega
Kehta hai tu, hu main tera,
Haath mera tu thamme rahega

Tere pyaar hai sagar se bhi ghera
Tera dil karuna se hai bhara
Teri nazar mujh par hai sada
Tera naam yahova meri hai panah

O O Tal jayenge zameen asaman
Par tera vachan rahega sada
Har vada tera yeshu ke dwara
Karega mujh mein tu hi pura

Parameshwar pitah
Tu hi hai bhala
Parameshwar pitah
Tu hai nahi mujse khafa
Mujh se nahin juda
Mera hai sada
Mera tu hai khuda

Leave a Reply